Tuesday, July 26, 2011

जलती धुप से चमक रही थी हरी पतियाँ,
जलकर, खुशबू  फेलाती है अगर्बतियाँ.

आसानी से मिल जाये, ऐसे होते नहीं हर किसी के आरमान,
घिर कर, उठ के आगे भादने वाले का होता है आपना अभिमान.

आपने आप में जलकर, मूम्भाती देती है सबको उजाला,
चिंता मत करो, कहीं छुपा होगा कोई तुम्हे आपना मानने वाला.

जाओ, छु लो आसमान और बनाओ आपनी एक पहचान,
जियो आपनी ज़िन्दगी और मत बने रहो इस जीवन से अनजान.

-GSA

Monday, July 25, 2011

Manjil paane ki koshish mein tum raho hamesha bekarar,
Raasta nahi hai aasaan, thokro ka saamna hoga kahin baar.

Kuch bi ho jaye, himmat na haarna tum mere yaaar,
Aant mein, zindagi pe hoga tumhe aitbaar.

-GSA
Zindagi mein kuch paane ki humesha rakhna Chaah,
Chahey kitni bi dhondli hoon us manjil ki raah.

Bharosa aur Hosla aapne saath rakhna,
Kushi se pura karna aapna har ek sapna.

Sapney, sab dekthey hai, kuch badey kuch chotey,
Kuch usse has ke gale lagtey hai, aur kuch rootey.

Umeed ke daaman ka tum hamesha pakde rakhna haath,
Sache mann se karam karo, upar wala hamesha dega saath.

-GSA